Locha E Ulfat Song Lyrics – 2 States – Arjun Kapoor, Alia Bhatt

Song: LOCHA-E-ULFAT
Singer: BENNY DAYAL
Music: SHANKAR EHSAAN LOY
Lyrics: AMITABH BHATTACHARYA
Music Label: T-SERIES

Locha-E-Ulfat Lyrics

Iklauta mera dil tha
Bhola-bhaala simple tha
Tujhse main takraya
Sarphira ho gaya
Mujhe pyaar laga jo
Tujhe laga bhai-chara
Armaan to jaage
Main magar so gaya
(Locha-E-Ulfat Meaning: Problem in Love)

Banke museebat
Peeche padi hai
Yeh comedy hai
Yaa tragedy hai
Naa hona tha kyun ho gaya
Locha-e-Ulfat ho gaya

Tere mere do nazariye
Nazdeeq hain lekin
Ik baal barabar beech mein line hai
Chubhta hi rehta hai
Gadta hi rehta hai
Tujhe fark nahi hai
Tu badi fine hai

Banke museebat
Peeche padi hai
Yeh comedy hai
Yaa tragedy hai
Naa hona tha kyun ho gaya
Locha e Ulfat ho gaya

Yeh haal behuda hai
Kis mood mein khuda hai
Kyun dil ki dhadkanon se
Maze mein khele ye ludo sanjhaao
Kya khaaq dosti hai
Daftar ki naukri hai
Karne ko dil nahi hai magar kare jaaun..
Locha-e.. Locha-e..
Locha-e-Ulfat ho gaya
Hoo… hoo…

Locha-e-Ulfat
Locha-e-ul..

You may also like...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *